Sunday, April 19, 2009
Lagay rahoo munna bhai !
Sab GMI main kaam karnay walon ko Huzaifa aur Jhanzaib kay ghar khaanay ki dawat, yeh un ki taraf say maafi ka tareeqa hay, usama aur jhanzaib sab ko kal khud apna address bata dain gay. aur waheen yeh GMI join karain gay
Together We Grow
GMI is our life
Asim
Friday, April 17, 2009
Enjoy the anniversary celebration song
Monday, April 13, 2009
WAITING FOR MY LOVE TO RETURN...
I am missing my love so much... She is the love of my life and I am lost when she is not here... I know that I will see her soon, but the emptiness I feel causes my heart to ache... I know I am silly, 'coz she tells me so, hehe She also calls me gorgeous, but I'm not so sure of that...But, if she says it's so, then it's so... There is no one big reason why I love her, but so many little reasons... This beautiful girl is my honey angel, and she means everything to me... She is so kind, and sweet and gentle too... She's tender, and loving, her beauty shines through... She's considerate, forgiving, but never judgmental... And all of her qualities make me feel sentimental... For the times that I'm with her, so precious and few... I never miss telling her, "honey angel, I love you" And we always make sure to leave with loving words... Everything that she tells me sounds like the singing of birds... She knows all of this that I say now to you... But I want you to know how my love for her is true... And I hope when she reads this she'll know even more... That her love has taken me to heaven's door... Where one day we'll enter and there we will be... In love evermore and for all eternity... Honey Angel, I say these words for all to see... But you know that they're meant just for you, my sweety... I LOVE YOU MUAAAAH! |
|
Thursday, April 9, 2009
Tuesday, April 7, 2009
Monday, April 6, 2009
Sunday, April 5, 2009
Well of Zamzam (Aabe Zam Zam)
the holiest place in Islam. According to Islamic tradition it was a miraculously- generated source of water from angel Jibril (Gabriel), which began thousands of years ago when Ibraham's infant son was thirsty. Millions of pilgrims visit the well each year while performing the Hajj or Umrah pilgrimages, in order to drink its water. By Saudi law, the water cannot be sold outside of the kingdom, but because of strong demand there is a thriving market in fake Zamzam water in other countries.
Tariq
GOLDMINE INTERNATIONAL (in Pakistan)
About VeriSign
VeriSign, Inc. (Nasdaq: VRSN) is the trusted provider of Internet infrastructure services for the networked world. Billions of times each day, our SSL, identity and authentication, and domain name services allow companies and consumers all over the world to engage in trusted communications and commerce.
- VeriSign facilitates as many as 50 billion authoritative Domain Name System (DNS) queries a day, and has been providing this service since 1998 with 100% availability.
- VeriSign plans to increase capacity of the .com and .net DNS by 10 times by 2010 to provide the security and stability required for global Internet-based transactions.
- VeriSign is the SSL Certificate provider of choice for over 95% of the Fortune 500 and the world’s 40 largest banks.
- The VeriSign Secured® Seal, the most recognized symbol of trust on the Internet (TNS Study, 2006), is served over 150 million times a day.
- VeriSign has issued over 1.4 million VeriSign® Identity Protection (VIP) credentials to consumers for strong authentication on a network of leading Web sites.
Tu ISHQ Hai Mera
Choti Si Ghalat Fehmi
Arz Kiya Hai
1. Na woh inkaar karti hai
Na woh ikraar karti hai
KAMBAKHT mere hi sapno mein aakar
Mere dost se pyaar karti hai.
2 Jab Jab girje Baadal, Teri Yaad aayi
Jhoom ke barsa Saawan, Teri Yaad aayi
Bheega main, lekin phir bhi teri Yaad aayi
Kyon na aaye teri yaad?
Tune jo chatri ab tak nahi lautai...
3 Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
Yahan likhna mana hai.
4 Unki gali ke chakkar kaat kaat kar,
Kutte bhi hamare yaar ho gaye,
Wo to hamare ho na sake,
Hum kutton ke sardar ho gaye...
5 Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
to hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki nazare hi tirchhi hai,
to hum behosh ho gaye...
6 Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Tere dar par sanam hazaar baar aayenge,
Ghanti bajainge aur bhaag jayenge !
8 Arz kiya hai, Door se dekha to santra tha,
pass jake dekha to santra tha,
cheel ke dekha to bhi santra tha,
Khake dekha to bhi santra tha.
Wah kya santra tha !
9 Macchar ne jo kata... dil main mere junoon tha.
Khujli hui itni... dil be sukoon tha.
Pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon
main apna hi khoon tha!
10 Khuda kare tera mobile kho jaye.
Mile mujhe aur mera ho jaye.
Karu SMS ladkion ko naam tera aae.
Maar tujhe pade aur kaleja mera thanda ho jae.
12 Aaj didar,
kal yaar,
parso pyar,
phir ekrar,
aur phir-intzar,
phir-takrar,
phir-darar,
saari mehnat-bekar,
aur akhir mein-Ek aur devdas at beer bar !
14 Kash tumhare chere pe chicken-pox ke daag hote,
Kash tumhare chere pe chicken-pox ke daag hote,
chand to tum ho hi, sitare bhi saath hote!!
15 Suraj Hua Madham , chand bhi chalne laga,
mein thehra raha, zamin chalne lagi,
sajna kya ye! hi! ! ! pyaar hai ??
Nalayak, yeh pyar nahi EARTHQUAKE hai ! BHAAG !
16 Osama Bin Laden's favourite song :
" mainnikla, plane leke, o raste mein,
newyork mein, ik mod aya mein W.T.C. Chod aaya...
MUQADAR MAIN TU NAHI
Muqaddar main tu nahi teri koi khabar bhi nahi
Dil teri yaad se ek pal ko bhi magar ghafil nahi
Khud ko bhulaya hai teri yaad main hazaar baar
Ek pal ko bhi tujh ko Dil se magar bhulaya nahi
Patt jharr main bhi raha teri yaad ka saawan
Magar ek ashq bhi aankh se bahaya nahi
Dil to kya hum kardete apni jaan bhi qurbaan
Tumne ek qadam Pyaar se aage bharhaya hi nahi
Chand Namoodar Howa Karta Hai
kiya tujhe ae dil beemar hoa kerta hai...
log waisay hi nahin baatein banaya kerte...
kuchh na kuchh to pas-e-deewar hoa kerta hai...
haath apnon ka hoa kerta hai aksar shamil...
pusht se jab kabhi waar hoa kerta hai...
umar ka aakhri hissa ho kisi manzil per...
maut se barsar-e-pekaar hoa kerta hai...
jis ko mein hijar se tashbee diya kerta hoon...
jaan leva wohi azaar hoa kerta hai...
har cheez ki qeemat hai yaqeenan koi...
har zaroorat ka khareedar hoa kerta hai...
faisla qat-e-taaluq karo ya na karo...
pyaar to bas aik baar hoa kerta hai...
MOut Kaha Marr Gai
aisaa nahi ki un se mohabbat nahi rahii
jazbaat mein vo pahalii sii shiddat nahi rahii
sar mein vo intazaar kaa saudaa nahi rahaa
dil par vo dharkano kii Hukoomat nahi rahii
paiham tavaaf-e-koochaa-e-jaanaa k din gaye
pairon mein chalane phirane kii taaqat nahi rahii
chehare kii jhurriyon ne bhayaanak banaa diyaa
Aainaa dekhane ki bhi himmat nahi rahii
ALLAH jaane maut kahaan mar gaii
ab mujh ko zindagii ki zaroorat nahiin rahii
Mare Khata
Meri khta ko tune waja di
Bina baat ke bhi mujhko tune saza di
Shla tha dil main mere phle hi gum ka
Usper tune aur aag laga di
Samjh ke bhi tune etna na samjha
Mere pyaar ne bas tujh ko sada di
Dil ki aarzo ke tokde kerke
Zid se tune her khhish mita di
Main ne manga tha saath bas tera
Main ne manga tha saath bas tera
Gayero ke pass jaker tune meri qimat hi gira di
Aaso mere dil ke gum ke
Mange tujh ko aur tune mujh ko bas daga di
Samjhaye bhi tu kaise tujh ko
Tune tu her baat has ke uda di
Dil main hi rah gaye din wo pyaar ke
Her baat tere mere dil ki tune aye sangdil bhola di
Meri khta ko tune waja di
Bina baat ke bhi mujhko saza di